Til dekho Taad dekho Aankhen phad phad dekho Sher ki dahad dekho Marble ka pahad dekho Chanderi ki saadi dekho Bandhavgarh ki jhaadi dekho Mandu ka mahal dekho Jungle ki hulchul dekho Cheetal dekho, gaur dekho, barahsingha aur mor dekho Shivpuri ki chhatri dekho Chandi ki rail patri dekho Ujjain ke sant dekho Baudhik mahant dekho Orchha mein bhulo bhatko Phir Sanchi mein khud ko dhundo. Geeta aur kuran dekho Indore ki shaan dekho kaise banta paan dekho Bhimbetka kalakari dekho Ta thaiya ta nana Kahjuraho shilpkari dekho Sachche prem pujari dekho Ankhen meechay meechay dekho Ankhen phaad phaad dekho Satpura ki Rani dekho Bhopal Rajdhani dekho Rajdhani mein jheel dekho Bahta paani jhil-mil dekho Dharmo ki mehfil dekho… Hindustan ka dil dekho…
In louve with Strings...
Dhadkan keh rahi hai yahaan koi aane wala hai.
dhadkan keh rahi hai, yahaan koi aane wala hai
saawan keh raha hai, baadal koi chaane wala hai
maan mera paagal dhundata hai tujhe ghabraake
maujen keh rahi hain, saahil koi aanewaala hai
koyal keh rahi hai, saathi koi gaanewaala hai
ik naya aasmaan mil gaya hai hamein tujhko paake
ho o o o o o.... aane wala hai koi
ho o o o o o.... koi aane wala hai.....
aaj mera jahaan tum hi tum ho
abb meri daastaan tum hi tum ho
tum yahaan tum vahaan jaane jaana
jaaun main abb jahaan tum hi tum ho
mil gaya raasta kaisa phulon bhara chalte chalte

.jpg)